Mo(u)rning Couplet

Bahut gumaa tha mujhe apne khuda hone ka
Aaj tehreer-e-ashq mein khuda nihaan paaya

Baad jannat bhi koi duniya hua karti hai
Aaj jaana jab utha sar se khuda ka saaya

बहोत गुमां था मुझे अपने खुदा होने का
आज तहरीर-ए-अश्क में खुदा निहां पाया

बाद जन्नत भी कोई दुनिया हुआ करती है
आज जाना जब उठा सिर से खुदा का साया..

Create your own website, free on WordPress.com.Create your own website.
Start free